Posts

Showing posts from 2016

The Shayari World

Image
Jo reh gya tha uss samay adhura.... Aaj hua hai ussi ka hissa purra.... Iss kahani ka dusra mohra.... Sama gya krne kahani ko pura.....                        Kissi ko pyaar ki sachayi maar daalegi.... Kissi ko dard ki gehrayi maar daalegi.... Bichad ke koi jee nhi skta..... Jo bach gya usse tanhayi maar dalegi..... Tu hai toh pal hai.... Pal hai toh zindagi hai.... Zindagi hai toh khwaiish hai.... Aur har khwaiish mei jhalakta tera naam hai.... Jabhi tune muskuraya toh lga yeh mere liye.... Jbhi tune dekha toh lga ye mere liye.... Aakhir tere har andaz har nazrana mere liye... Mai bni hi tere aur tu toh hai hi mere liye.... Aankhon ko nazrana tune hai badla... Dil ka sochna tune hai badla.... Mausam mei pyaar ka aehsaas hua hai mujhe.... Aakhir jeene ka andaz tune hi toh badla.....   Uske paas aye bina reh na ske..... Ussi duri hm seh na ske..... Ishq h...