Posts

Showing posts from July, 2018

Miracle Fiami

Image
K ismat ne kiya apna sa saya ek gair par.., Taqdeer ne chla padav us leher par.., Do pal ka sath aur zindagi bhar ki judai ayi iss keher par.., Magar humne toh chod hi diya sab uss Rab par.., Khuda ki marzi hai ya kismat ki arzi.., Shayad fir mulakat hogi tumse, Yuhi chalte hue kissi daur par..!! Meri mohabbat bhi tum ho.... Meri jaan bhi tum ho.... Mera pyaar bhi tum ho.... Mera intezaar bhi tum ho... Aakhir uss khuda ka bhi toh yhi kehna hai ki mera khwab hi tum ho.... Najane kab uski aankhon ne dekha mujhe... Najane kab uski ruu ne jana mujhe... Najane kab uske honth keh gye mujhse.... Rab jaane kab sma gya vo mujhmei... Uski yaadon ke bina reh na ske.... Uss tanhayi ko seh na ske... Aakhir khuda ka sandesh poncha bhi toh kis kadar.... Hmei usse beintehaan pyaar hai, Ye kabhi keh na ske.... Kya gunaah kiya tha e-dil humne.., Jo itne zakham de diye tumne.., Inhe chupane ka hunar toh hai hi hum mei.. Tajub toh iss baa...

Broken Heart

Image
Ek baar kaha aur maine sab chod diya.... Ek baar kaha aur maine har vada kar diya... Fir kyu aaj tune har nata todh diya.... Ye Rab ne kya kiya jo aaj tune apna muh hi modh liya.... Milte ho magar tann se nahi.... Behte ho magar mann se nahi.... Fir kaun kehta hai ki tum pyaar nahi karte... Pyaar karte ho magar humse nhi.... Dil ki khwaaishein apni raah bhul gyi.... Aankhon ki mastiyan apna silsila bhul gyi... Jab se gya hai vo iss zindagi se.... Samjh lo ye pagli apni zindagi bhul gyi... Koi pakshi nhi gaata kissi bejaan pedh pr.... Koi kuta nhi bhonkta kissi bejaan insan pr... Uske jaane ke baad toh hum bhi bejaan se ho gye hai.... Aakhir koi fool nhi khilta kissi shamshaan ghat pr... Jab-jab tune dekha toh laga jaise ye dil tera hai... Jab-jab tune chhua toh lga jaise ye pal tera hai.... Najane kab dil ne ye soch liya.... Ki tu toh hamesha ke liye mera hai....

Love shayaris

Image
Love shayaris Kuchh sochu toh tera khyaal aa jata hai.... Kuch bolu toh tera naam aa jata hai.... Kab tak chupaun dil ki baat.... Teri har ada par mujhe pyaar aa jata hai.... Aankhon ne jisse chaha usse apne aanchal mei chupa liya.... Dil ne jisse chaha usse apni palkon pe bitha liya.... Fir kyu lagta hai itna akela sa.... Tune jo kaha humne toh voh bina soche hi apna liya.... Jaise chidiyan gaati hai pyaar ke geet.... Jaise pedh barsate hai pyaar ke fool.... Vaise hi pal pal teri yaad stati hai mujhe.... Dil ne bhi toh har pal yhi aehsaas dilaya hai tujhe.... Aankhon ne kabhi dekha nahi jisse.... Hathon ne kabhi chhua nahi jisse.... Magar dil ne mehsoos kar liya usse.... Uski yaadon ne shayar bna diya mujhe.... Pehli baar dil ka khula ye darwaza.... Koi gungunane lga mere khyaalon mei.... Pehli baar jeene ka aaya aisa mzaa.... Jaise Rab ne bnaya tujhe sirf mere liye.... Najane kab aaya vo meri zindagi...