The Shayari World
Jo reh gya tha uss samay adhura....
Aaj hua hai ussi ka hissa purra....
Iss kahani ka dusra mohra....
Sama gya krne kahani ko pura.....
Kissi ko pyaar ki sachayi maar daalegi....
Kissi ko dard ki gehrayi maar daalegi....
Bichad ke koi jee nhi skta.....
Jo bach gya usse tanhayi maar dalegi.....
Kissi ko dard ki gehrayi maar daalegi....
Bichad ke koi jee nhi skta.....
Jo bach gya usse tanhayi maar dalegi.....
Tu hai toh pal hai....
Pal hai toh zindagi hai....
Zindagi hai toh khwaiish hai....
Aur har khwaiish mei jhalakta tera naam hai....
Jabhi tune muskuraya toh lga yeh mere liye....
Jbhi tune dekha toh lga ye mere liye....
Aakhir tere har andaz har nazrana mere liye...
Mai bni hi tere aur tu toh hai hi mere liye....
Aankhon ko nazrana tune hai badla...
Dil ka sochna tune hai badla....
Mausam mei pyaar ka aehsaas hua hai mujhe....
Aakhir jeene ka andaz tune hi toh badla.....

Uske paas aye bina reh na ske.....
Ussi duri hm seh na ske.....
Ishq hua bhi toh kaisa.....
Hmko usse pyaar hai yeh kabhi keh na ske.....
Jaan leni nhi jaan bnna chahte hai....
Ruu leni nhi ruu mei rehna chahte hai....
Uss khuda ne ye mulakat krvayi hai....
Humei tumse beintehaan mohabbat hai bs yhi kehna chahte hai....
Tujhe kya pta jeevan tujhse kya chahta hai....
Jis din tu iss duniya se chala jayega....
Aasman bhi apni chadar bichha kr royega....
Rab ne bnaya har kissi ko pyaar ke liye....
Hum aaye hai toh uss mukaam ke liye....
Zrurat padhe toh jaan bhi kurbaan krde....
Uss chand ne bhi kaha hai....
Aakhir tum bhi maayine rkhoge kissi ke liye....








š I like it. It's really nice!
ReplyDeleteThnku so much for co-operation
Deleteš I like it. It's really nice!
ReplyDeleteThnku soo much
DeleteAwsome . Use of words is just fabulous . šš
ReplyDeleteThank you so much :)
Delete